Hey Sharde Maa Lyrics – Saraswati Vandana 2025 | Mata Ke Bhajan
Hey Sharde Maa Lyrics (हे शारदे मां) is a traditional Saraswati Vandana, a devotional song dedicated to Goddess Saraswati, who is revered as the deity of knowledge, music, art, wisdom, and learning in Hindu culture. This bhajan is often sung during Saraswati Puja, which is celebrated to honor her, particularly on Vasant Panchami, marking the onset of spring. The song is a beautiful rendition of the Saraswati Vandana, sung by Suresh Wadkar and Sohini Mishra
Hey Sharde Maa Lyrics - Saraswati Vandana 2025 | Mata Ke Bhajan
Hey Sharde Maa, Hey Sharde Maa,
Agyanta Se Hume Taar De Maa.
Hey Sharde Maa, Hey Sharde Maa,
Agyanta Se Hume Taar De Maa.
Hey Sharde Maa.
Tu Swar Ki Devi, Yeh Sangeet Tujhse,
Har Shabd Tera, Har Geet Tujhse.
Tu Swar Ki Devi, Yeh Sangeet Tujhse,
Har Shabd Tera, Har Geet Tujhse.
Hum Hain Akele, Hum Hain Adhure,
Teri Sharan Mein Humein Pyaar De Maa.
Hum Hain Akele, Hum Hain Adhure,
Teri Sharan Mein Humein Pyar De Maa.
Hey Sharde Maa, Hey Sharde Maa,
Agyanta Se Humein Taar De Maa.
Hey Sharde Maa.
Muniyon Ne Samjhi, Guniyon Ne Jaani,
Santo Ki Bhasha, Agam Ki Vani.
Muniyon Ne Samjhi, Guniyon Ne Jaani,
Santo Ki Bhasha, Agam Ki Vani.
Hum Bhi Toh Samjhein, Hum Bhi Toh Jaanen,
Vidhya Ka Humko Adhikaar De Maa.
Hum Bhi Toh Samjhein, Hum Bhi Toh Jaanen,
Vidhya Ka Humko Adhikaar De Maa.
Hey Sharde Maa, Hey Sharde Maa,
Agyanta Se Humein Taar De Maa.
Hey Sharde Maa.
Tu Swetvarni, Kamal Pe Viraje,
Hathon Mein Veena, Mukut Sir Pe Saje.
Tu Swetvarni, Kamal Pe Viraje,
Hathhon Me Veena, Mukut Sir Pe Saje.
Man Se Humare, Mita De Andhera,
Humko Ujale Ka Parivaar De Maa.
Man Se Humare, Mita De Andhera,
Humko Ujale Ka Parivaar De Maa.
Hey Sharde Maa, Hey Sharde Maa,
Agyanta Se Humein Taar De Maa.
Hey Sharde Maa.
The melody and rhythm of “Hey Sharde Maa” are crafted to resonate with the spiritual ambiance of the puja, often featuring traditional Indian musical instruments like the sitar, flute, and harmonium, which complement the serene and divine aura of the goddess. Check out LyricsRead.com for more Bhajan lyrics like this.
The bhajan not only serves as a medium for worship but also as an educational tool, teaching values of humility, dedication, and the pursuit of knowledge.
Hey Sharde Maa Music Video
Hey Sharde Maa Song Details:
Song | Hey Sharde Maa |
---|---|
Artist | Sohini Mishra, Suresh Wadkar |
Lyricist | Traditional |
Musician | Sohini Mishra |
Label | Music Nova |